Q: Mera sawaal ye hai ke aaj kal bohot zyada trend me hone ki wjah se girlfriend boyfrien culture ko follow karke ek haram relation me reh kar couples at last marriage kar lete hain. Unki ye jo thinking hai ki hame be karni to shadi hai is lihaz se hmara relation jaiz hai to kya frk hota hai is trah ki gai marriage me or halal trah se ki gai marriage me Please ise deen ki roshni me smjhae kya esi shadiya b kamyab ho jati hain kya inme bhi kher hoti hai yaa kya nuksan hai ese shadi krne me.
A: Ye dono haraam he chaahe gay marriage ho chaahe shaadi se pehle najaaiz ta`alluq ho. Eik haraam ko karne ki wajah se doosra jaaiz nahi hota. Agar koi suwar khaata ho to koi ye nahi keh sakta ke pakhaana ka khane wale se me behtar hu, dono gandagi khaane waale he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: