Khwaab me shaadi ki tayyari dekhna

Q: Mere khwaab mein meri shaadi ki tayyari chal rahi hai. Sab mehmaan aye huwe hai. Mere hone wale saas bus se utar ke ghar ate hai. 8 din mein shadi hai bolke bol rahe hai. Mufti saheb yea khwaab fajar ke khareeb side karwat soke hai jab aya. Mufti saheb is khwaab ki tabeer batajiyea. Mein bohot pareshan reheti hun jab se mera khula huwa hai.

A: Allah Ta'ala aap ke mustaqbil ku rowshan kare owr aap ku khush rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels