Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Mujhe ek khwab ki tabir jaanni hai maine dekha ke asmaan me stars bhut shine kar rhe hai aur kuch stars one by one change ho rahe hai aur unme khana e kaba dikh rha hai fir similarly kuch stars jo hai change ho rhe aur usme madina sharif dikh rha hai aur ye sab jo mujhe dikh rha tha mere sath koi person (male) dikh rha hai aur dono bhi khana e kaba aur madina sharif dekh k dua kar rhe hai is khwab ki kya tabeer ho sakti hai plz batae.
A: Allah Ta'ala aap ku Haramain Shareefain ki ziyaarat naseeb farmae owr Sunnat ke raaste par chalna aap ke lia asaan farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: