Khwaab ki ta'beer

Q: Meine ek khawab shab-e-Meraj se do din phele ek khawab dekha ke meine kisi samandar ke paas se guzar raha hoon sammandar k aju baju pahad (mountain)beech main se sammandar ka paani beheraha hai aur asman par meri nazar padi tu asmaan aur Sammandar ka paani ek khoobsurt colour hogaya hai Fine Blue colour meri nazar sammandar k akhri kinare par padi tu Sammandar ka paani aur asman milker hai jaise asmaan se darya nikal rahi hai phir asmaan par ayat likha howa dekhta hon phir mitjate hai jaise allah tala mujh se baat kar rahe hai phir meri ankh khul jati hai baad me mere dil me khayal ata hai k shayad allah salam kiyehonge.

A: Ye achchaa khwaab he. Ye Allah Ta'ala ki yaad ki taraf ishaarah he. Allah Ta'ala ko kasrat se yaad kare aur durood shareef kasrat se parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels