Musjid me namaaz parhna

Q: Meine ek khawab ramzan k dosre roze ko dekha fajar ki namaz ada kar k Surah yaseen aur darud aur 3rd kalima Astagfar aur kuch mamoolat kar soya k mujhe Asman par round round kale ring dikhyee diye aur us ring k ander Allah ka naam likha howa dikha diya mere sath mein aur ek dost hai meine use kaha k dekho asman par allah k naam dikh raha hai tu us ne nazar asmaan par ki tu naam ek dum gayab hogaya us kuch dikhayee nahi diya woh mujhe kha kaha hai allah ka naam phir meine asmaan ki taraf nazar ki tu asmaan par Badi badi musjid aur minaar dikhyee diye.

A: Paanch waqt ki namaaz ke upar paabandi kare. Har namaaz ku Musjid me jamaat ke saat parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels