Khwaab me do chaand dekhna

Q: Main ne khawab main 2 chand (moons) ku ak sath talu hota dekha hai - jesa he 2 chand ak sath talu hota hain awazn aana chru ho jati hain (Qayamat ke Nishani Qayamat ke Nishani) gabrahat ky mary mere aankh khul jati hai bry mehr bani mjhy is khawab ke tabeer bta dyn.

A: Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare. Allah Ta'ala aap ku barkat owr Deeni samajh naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada