Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Agar ki ke walid ne apne bete ko bad-dua di hu, aur kaha ho ke baap ki bad-dua wapis nahi aati. Aur uska beta shadeed bemar hogaya ho. Tu kya walid ke mar jaane (dead) ke baad bad-dua ka asar khattam hojata hay?
A: Aap apne waalid keliye du`aa karte rahe. Unki taraf se sadaqah kare aur unki dosto aur rishtedaaro se nek sulook kare. Insha-Allah unki bad-du`aa nahi milegi aur Khuda ke yahaa waalid ka farma bardaar shumaar kya jaayega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: