Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Merey susar umrah ke liye gaye thy wahan uhon ny aik umrah to kar liya but jab wo doosri dafa umrah ki neeyat se ahram band kar gaye but (un ko urine ki problm hai ) aur un ki tabiyeet kharab ho gai umrah chor kar wapis chaley gaye to kuch log kah rahy hain ke is ka koi kufara ada karna parey ga. Kindly app bta dein karna pary ga ya nhi aur agar karna pary ga to kya aur kitna?
A: Usko dum dena chaahiye aur umrah jo fout hogaya uska qadha bhi karna chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: