Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Aam khana khwab mai kesa ha mai kahi bar khwab mai dkht hn k bht se aam pry hain mai aik kaati hon lekin wo aik side se thora khrab hta ha jesa zada naram hta ha mai wo utar dti hn hissa r baki kha leti hn iski tabeer kindly bta den.
A: Allah Ta'ala aap ku maal me barkat naseeb farmai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: