Kisi ka ihsaan lena

Q: I want to ask that kisi ka ehsaan lena kesa amal he or na lena kesa amal he jis par kisi ka ehsaan ho us ko farz he ke wo ehsaan utar de agar na utaray to ye amal kesa he. Jo kisi ka ehsaan nahi rakhta or chuka deta h ye Allah ke nazdeek kesa amal h or jo leta rehta he chukata nahi he ye Allah ke nazdeek kesa amal he?

A: Agar saheeh qism ka aadmi ho aur ihsaan nahi jatlata ho to uska jaaiz ihsaan lena jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels