Neak suhbat ikhtiyaar karna aur buri suhbat se parhez karna

Q: Kisi deendar darhi wale azeez ko khwab mey dekha k woh darhi munda kar aaya hai may poochta hu k kya nai ne galti ki to kehta hai k may darhi ki zimmedari nahi utha sakta isliye mundwa di aur khushi zahir kar raha hai aur mujhe cigarette de raha hai k piyo, iska kya matlab hai?

A: Hamesha nek suhbat ikhtiyaar kare aur buri suhbat se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada