Khwaab ki ta'beer

Q: Main khwab main daikhte hoon ke mairy qreebe rishty dar ko jo 3 4 saal say naraz thy pahly khwab main daikha tha ke whaite saaf shafaaf kapry pahny huy hain owr moge say raze ho gai hain jub ke us waqt naraz thy aab raze ho chuky hain. Ab khwab main daikhte hoon ke wo kalay kaproon main hain owr seerion say neechy utarty hain owr moge kuch paisy mangty hain owr main khana pakaty huy dr jate hoon. Barai karam rahnumai farmain.

A: Un ke balaai ke lia dua kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels