Namaaz apne saheeh waqt par parhna owr ghar me ta'leem karna

Q: Maine khwab me dekha ke mery papa meri mama ko marna chahty hain or 2 brunhy marny ki koshish bhi krty hain phir dono br kisi wja sy mama ko kch nhi hota ap mjhe iska mtlb bta de.

A: Paanch waqt ki namaaz ku apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Rowzana ghar me ghar waalo ke saat fazaail-e-amaal owr fazaail-e-sadaqaat ki ta'leem kare. Allah Ta'ala ghar ke haalaat achche banae owr sab ke dilo me ulfat owr mahabbat paida farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada