Khwaab me jahaaz ko girty huwe daikhna

Q: Mai nay kafi baar khawb mai daikha jahaz ko girty huye daikha ha kabi jungi jahaz ko ur kabi aam jahaz ko. Mai khawab mai aksar daikha ha ke mai chat oay khara hn ya kabi road pay khara hn ur daikh raha hn k woh asman sy jahazz girta ha.

A: Khaab dalaalat kar raha he ke aap ki ba'z muraad aur tawaqu poori nahei huwi.  

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels