Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Ayk dafa mein ne sacchy dil sy dua ki k mjy khawab mein wo nazar aa jae jis sy meri shadi ho gi by chance mjhy usi wqt neend aa gai or mjy khawab mein aik shaks chalta hwa nazar aaya wo saf nazar ni aarha tha dhundla nazar aa rha tha or mjy sath khawab mein sunai de rha tha k ye falan ka beta hai. Jis ka naam mjy khawab mein sunai de rha tha mein unhen janti hun magar mein ny un k bary mein socha bi ni tha balky kisi k bary mein ni socha tha mera zehan bilkul khali tha to please bataen ke kia isi se meri shadi ho gi?
A: Is ki taraf diyaan ne de. Khwaab ke upar ziyaada i'timaad ne kare. Lekin namaaz ke ba'd dua kare ke Allah Ta'ala aap ku neak owr munaasib rishta naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: