Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Agar kisi tarah ka court matter ho aur kasam khaane ki zaroorat par jaye to kya Qur'an shareef ke jagah para ka istaemal karna sahi hoga? Ya kya para aur quran ka value same hai kasam khane ke liye?
A: Qasam khane waqt Qur'aan Shareef ko pakarna dharoori nahi he. Qasam hee kaafi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: