Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Mera sawal yeh hai ki kya ghar me bhi baalo ka chupana zaroori hai? Kya baal dikhne se ghar me farishte nahi aate? Kya sahabiyaat bhi ghar me baal dhaake rakhti thi. Kya na-mehram ko baal dikhe to aurat par bohot azaab hai,jaise baaki aurat poore dhake kaprhe pehenti ho aur sirf na-mehram rishtedaro ke saamne baal dikh jaate ho, to aurat ke baalo ka dikhne se kya Allah naraz hota hai? Baalo ke dikhne wale sahabiyaat ke waqiah aur hadees se yh baat clear kare.
A: Ye baat saheeh he.
Ye hadeeth ke lafz me dono dekhne wala aur jisko dekha jaa raha he dono ke oopar khuda ki la`nat he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: