Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mai ayk taajir hu. Hamare yaha mumbai mai bazaar mai jo dukaan wale hote hai agar unse koi cheez le aur fauran paise de de to alag rate hota hai aur agar udhari pe cheez le to alag rate hota hai. (masalan 1 furniture ki dukan mai se furrniture ke paise namad de diye to 1000 rupaye rate ,agar paise 2 hafte mai doge to 1500 rupaye rate). Kya aisa karna 1 taajir ke liye sahi hoga?
A: Jaaiz he, bashart ye ke khareedne ke waqt daam mutaayyan ho owr ta'keer karne ki surat me daam ne badle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: