Q: Mufti sahab mein wehum owr weswsay ki mareez houn ajj sa 16 sall pehlay mery moun sa allah ka bary mein khud kalami mein naowz billah gli nikul gai asa 2 bar hua 1bar shdi sa pehlay owr1bar shadi ka bad ya gulti hui mera kufer ka koi arda na tha pehlay mery zehun mein tha ka shitan ko gali dany lagi thi gulti sa nawz billa allah ka nam nikul gaya lakin ab 16 sal bad shitan weswasay dalta ha shitan ko kehnay wali bat tum na appny pass sa bani ha bulkay tum na jan bojh ka kaha tha kbhi weswsa ata ha tumhra arda kufer ka tha kbhi weswsa ata ha tnmhra dil kia tha asa kehnay ka khbi weswsa ata ha tumhra arda asa kehnay ka tha kbhi weswda ata ha tumay shitan na kaha tha asa kehnay ko owr tum na keh dea gruz ka her wekut aik nea weswsa ata ha or mujy kuch yad nahi ata asul mein muj sa ya gulti kasay huei mera allah owr rsool per pkhta ykeen ha mein kufer ka shoch bhi nahi sukti lakin ab shitan Weswasa dalta ha tumhra nikha owr eman fsed ho gaya tha tumhri ebadut jo huj umray kiay thay qabool nahi huy olad bhi hram ha mujay asi nufseaty bemari ho gai ha jo weswsa mujy allah owr rasool ka bary mein ata ha mujy lugta ha mein na zaban sa bhi keh dea ha owr yad kerny per kuch yad nahi ata ka mein na asa kaha tha ka nahi easi terha shitan in gutioun ka bary mein her wequt weswsay dalta ha bus mujay etna pata ha k allah or rsool per pukhta eman tha owr ha plèeeeeez mujy eman owr nikah ka bary mein bta dein mein buhut tention mein ho ya wehum mujy pagul ker da ga kas ker nikah ka owr eman ka tefseel sa bta dain allah app ko jazay khair dey. ( 2)muj sa ya guti bhi hui mein kehnay lagi thi allah pak owr raheem ha owr shitan ko gali dany lagi thi lakin muj sa oult nikuk gaya yani jo allah ko kehna tha wo shitan ko owr jo shitan ko kehna tha wo nawzbillah allah ko keh dea mujy in teno gultioun ka bary mein bata dain ka in teeno gutioun sa mery eman owr nikha per to asser nahi hua?
A: Jab wo ghalati sabqat-e-lisaan owr be iraada se huwi to us par pakar nahi hogi. Lihaaza us ki taraf diyaan ne de. Aap Kalima tayyibah owr Durood Shareef ku kasrat se parha kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: