Shia se shaadi karna

Q: Ayk sawal hai hamare muhalle me ek janab ne jo sunni hain shiya se shadi kar li hai aur unke bachche bhi hain. lekin sunni apne mutabik kam karta hai aur shiya apne tariqe par hai. logo ka unse milna julna kaisa hai. aur masjid ki tameer me achcha khasa raqam bhi de rahe hain. Eslaah kare.

A: Hamaare ulama shia ke saath nikaah karne ko mana` karte he. Ayse logo se bohot ziyaadah ihtiyaat karna chaahiye jo apne mazhab ke oopar pukhtagi ke saath qaaim ne ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels