Dunyawi ilm haasil karna

Q: Kya duniyaavi ilm haasil karna Islam ke lihaaz se jayaz hai jaise English seekhna. Matlab ke iss tarah ke ilm ko seekhne ke peeche kya niyat honi chaahiye?

A: Dunyawi ilm haasil karna jaaiz he. Aurato keliye mathalan khana pakaana, kapre seena, ye sab dunyawi umoor he. Uska seekhna durust he ba shart ye ke deeni kaamo me kotaahi aur nuqsaan ne aaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)