Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q:
1. Agar patli najaasat zameen par khusk ho gayi to kiya jab wo jaga dobara paak paani se gheli ho gayi to paak rahegi ya wo paani napaak ho jayega aur is cheez ko tar key gha napak ke daay gha
2. Napaak paani ghir ke khusk ho gaya to kiya jagha khusk hone par paak ho jayega?
A:
1. Agar khushk hone ke ba`d najaasat ka athar bilkul khatam ho gaya to phir wo jagah napaak nahi hogi paani ke girne se.
2. Oopar wale jawaab ki tarah.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: