Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Friday ki namaaz me kul kitni nawaafil sunnat aur farz ada karni hoti he?
A: Usko Jumuah ki namaaz kehte he. Jumuah namaaz se pehle 4 sunnat-e-muakkadah he. Phir Jumuah ki 2 rakaat he. Uske ba`d 4 sunnat-e-muakkadah he jiske ba`d 2 aur sunnat-e-muakkadah he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: