Khwaab

Q: Main nay lagatar 3 din apni shadi ka suna hai k honay wali hai lakin haqiqat main hoti nhi na hi koi function hota hai bus ya hota hai k honay wali hai. main ap say is ki tabeer is lye puch rahi hun k mne suna or parha tha k agr koi khushi dekho to ranj ya dukh phnchta hai kia esa hai?

A: 1. Har cheez ka ayk waqt hota he. Banda ku chahia ke Allah Ta'ala ki taraf hamesha ruju' kare owr unki rahmat se mayoos ne hojai.

2. Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: