Khwaab

Q: Maine jis din apny nakhun katy us se agli rat ko mjhy khuwab mai nazar aya k mere nakhun utny hi hy or unky ander mail jammi hui hy.. jin ko dekh mai khuwab mai hi keh rha yeh toh maine kal hi katty hy toh bry kese ho gye ik hi din mai or in mai itni mail kese aa gyi..... is khuwab ka kiya mtlb huwa??

A: Ayse lowgo ki suhbat se door rahe jis se aap ke deen ku nuqsaan phonch sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: