Khwaab

Q: Mai ne khwab me dekha ke mai kaba sharif dekhne jarahi hu, kaba sharif ka darwazah zameen ke undar tha mai us k samne jati hu,to wo darwaz mereliye kholdiya gaya,us darwaze se ho kr mai aage jati hu to 2 aur 3darwaza bhi mere liye kholagaya.

A: Allah Ta'ala aap ku Haramain Shareefain ki ziyaarat naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: