Khwaab

Q: Maine ek khwaab dekha ki main apne kuch dosto ke sath nahar me khada hu Pani saf hai kamar tak hai aur bah Raha hai fir maine usme kata Dala to ek badi machli fansgyi Aur wo bhagne ki koshish kr thi thi par Maine use Jane nahi diya.

A: Allah Ta'ala aap ku halaal rowzi naseeb farmai owr aap ki dili tamanna poori farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: