Khwaab

Q: Mai ne khwaab ma dekha ke mera bhai mujhy batata he ke ami ne tumhary rishty se inkaar kr dia he. Kindly mujhy iski tabeer bata den.

A: Aap fikr ne kare. Aap Allah Ta'ala se duaa kare ke jaha bhi aap ka nikah muqaddar he, Allah Ta'ala us me khair daalde aur aap ku neik aur munaasib rishta naseeb farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: