Khwaab

Q: Main ne dream main dekha he k meri mama mery hath pr mehandi laga rahi hain mehandi ki jaga kon main se kuch laal rang ki cheez nikal rahi he or mery hath pr phel jati he main hand wash krti hon ye keh kr k meri shadi ki mehndi he kharab nai honi chahiy ye amal 2 se 3 bar krti hon matlab mama mehandi lgati hain or main hand wash krti hon akhri bar kmry main jaty time mery mamo mujh se pochty hain k beta kya socha he kitni kitni mehandi lagwani he to main kohni pakr k kehti hon yaha tak lgwao ge mamo mujh is dream ka matlab smjha dain plz.

A: Achcha khwaab he. Allah Ta'ala aap ki halaal tamanna ku poori farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: