Khwaab

Q: Main ne apni dream main dekha k asmaan pr 2 chand hain main meri behn or mery Abu hum apny ghar ki chat pr charpai pr bethy hain rat ka time he or asmaan se bht roshni zameen pr a rahi he sitaron ki main 2 chand dekh kr bht khush hoti hon or apni behn ko kehti hon k wo dekho 2 chand ay hain asmaan pr mujhy iska matlab smjha dain plz.

A: Allah Ta'ala aap ku neak lowgo ki suhbat naseeb farmai owr unse istifaada karne ki tawfeeq ataa farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: