Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mere walid saheb sa ek baar ek baat ho rahi thi kisi ne unho ko kaha k bilkul hadees par amal karna chahiya aur Quran par bhi laikin hadees main koi galti bhi ho sakti h laikin main na foran un ki islah ki aur kaha ka tamaam hadees theek hn aur un ko hadees par program bhi dikhaya ab pta nahi unho na ya bt mouzoo hadeees ka hawale sa ki thi ya shayad un ka zahen main zaeef hadees ka ek allag ki concept tha laikin unho na ma'aazallah inkar nahi kia hadees ka but shayad jahalat aur deen sa doori ki waja sa aesa kaha main na un ki islah kar di thi is sare masla par kya hukm hoga
A: Insha Allah unki niyyat saheeh he. Shaayad moudhoo cheezo ki taraf zehan gaya ho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: