Facebook par hadith share karna

Q: Facebook pa hama post ati ha k aga share karae un ma kuch hadees be hoti ha mana aga share kar de lekan muja waham ho gya ha k muja tahqeeq kar lena chaheya thi lekin ab to post ho gai ha ab kya karo lekin mana sachi niyat sa ki thi.

A: Saheeh tareeqa ye he ke pehle aap Ulama se maloom kare ke ye ilm saheeh he yaa ghalat. Agar saheeh he to aap logo ku bataawe. Ab aap ne jo kuch pelaaya, Ulama se phoocho us ke bare me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)