Q: Mei sab ko hajat nikal tu hu wase tou hajat pura Allah karta ha jis jis zarurat time pai karza data hu wo muj ko wapas nahi karta na muja phir mang na ata ata bohat saru nai mera paisa khaya phir mei daita hu mei bee middle class family ka hu ... koi 100 lata ha koi 200 rupee latai ha ko 1000 koi 5000 koi wapas nahi karta ha mei kua karu .. kuch hal bataya ... muj tou mang na nahi ata ku kee wo mera kareebi ha...
A: Ye dharoori he ke aadmi apni haalat aur haysiyat ko samajh karke kharach kare. Haysiyat aur haalat se ziyaadah kharach karna bari naa daani aur be wuqoofi ki baat he agar che niyyat saheeh ho, logo ke saath ihsaan karna lekin is harkat se aapko koi tangi aur dheeq mahsoos ne ho. Isee wajah se hadeeth me aata he ke jo miyaana rawi ko ikhtiyaar kare kabhi tangdast aur muhtaaj nahi hota.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: