Ghusal me wudhu karna

Q:

1. Agar gusul karne k baad shaq ho k ghusal huwa he ya nahi to kya maamla hoga?

2. Ghusul me wudhu karna zaroori he ya sirf naha kar paak hojaye aur uske baad wudhu karle?

A:

1. Shak ki taraf diyaan ne de.

2. Ghusal ke bad wudhu karne ki zaroorat nahi he. Ghusal se pehle wudhu kare, ye wudhu zaroori nahi he, lekin sunnat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)