Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Agr koi mard apni biwi ko mare pite or us k koi huqooq pore na kare to kia us p nikaah jaiz ni uska nikah khatam ho jana chahiye?
A: Ye jaaiz nahi he. Agar showhar bohot maarta he owr biwi ke huqooq poora nahi karta he, owr biwi bardaasht nahi karsakti, to biwi ku chaahia ke showhar se talaaq ki darkaast kare. Iddat guzaarne ke ba'd biwi jis se chaahe, shaadi karle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: