Q: Mera sawal ya hai k agar 1 shakhs (admi/ladka) kisi third person se baat kar raha hota hai k us ki wife (bivi) us ki baat nahi sunti us se ijazat nahi lati kisi b kaam k liye or in wajohat ki bina pa aksar jahagra hota hai, app us se baat kar k us ko samjhiye k ase mamlat ane wale waqat me na dohraay wara baat zada kharab ho jaay gi agar asa phir se kya meri jayaz baat na mani bina ijazat ana jana or mashwara na liya to phir wo meri teraf se farige... Ya ane wale waqt k liye kaha ase surat me kya shari huqam ho ga ..? Laikn ya baat wife se nahi kar raha tha na hi wo mojood thi wo kisi k sath baat kar raha tha or baat ane wale waqt ki ki
A: Agar is tarah se kaha ho aur aurat aapki ijaazat ke baghayr nikli to tumhari taraf se talaaq baain hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: