Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Agar koi musalman kisi dosra musalman ko kafir kahna se khud kafir ho jai tu kya wo dubara toba kar ka islam ma aa sakta ha.
A: Ye jab kaafir ho jaaye jab usko kaafir kehna halaal samajhta he. To dobara kalimah parhle aur nikaah ki tajdeed karlo aur Haj ko duhraaye..
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: