Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar waqt kam ho aur ghusal farz ho jaye to namaaz kaise parhe? Kabhi kabhi raat me neend me ihtilaam ho jata he aur jab me fajar ki namaaz ke liye uthta hoon to mujhe maloom hota he ke ghusal farz ho gaya he lekin waqt bhi kam he to namaaz kaise parhi jaye?
A: Agarche waqt kam he, lekin aap ku ghusal karna parega. Ghusal karne ke ba'd phir namaz parhle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: