Roze ki haalat me musht zani karna

Q: Me ne jawaani me roze ki haalat me musht zani kar li the is ka kaffaara kya he ya sirf tawbah istighfaar he?

A: Roze ki qaza kare aur tawbah kare. Issy tarah azam kare ke aap aainda ye gunaah nahi karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)