Biwi apni zimmedaariya ko poora karna

Q: Meray husband always govt grants kay chakkar main rahtay main na proper job kartay hain na karna chahtay main main samjaoon tu bht lartay hain muj per har waqt kee restrictions main aur khud tammam pabandioon say aari biwi kay hoqoq dayna ya us say baat karna koi imp nahi main jab ignore karoon tu kahtay hain tum jahannumi ho sohar kee izzat nahi Karteen mufti sahib aisay sohar kee dil say kyon izzat kar sakta hai zahir hai larhi na ho insaan nibhata hai plz suggest me how can i deal with my husband meri har cheez per qabza hai phir bhi kahtay hain tum bht chalak ho

A: Unki be unwaaniyo ke oopar kuch na kahe aap apni zimedaariya poora karo aur uske haq me Khuda se dua karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)