Published 11 years ago
Last updated 11 years ago
Q: Mufti Saheb me har waqt "Sallallahu Alayhi Wasallm" parhta rehta hon, kbhi kbhaar me bagair wazu k wird karta hon. Me aap se bus yahi poochna hai k bagair wazu k Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) par durood bhejna jaiz hy ya nhi? Kya bagair wazu k durood ya istighfaar parhne se sawab milega ya phir gunaah?
A: Jaaiz he owr sawaab bhi milega. Legin agar wudhu ke saat zikr kiya jai ya durood bhejdiya jai to ziyaada sawaab milega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: