Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Mera sawal yeh hai keh aik dost ki income monthly 50000 hai aur uss ki shadi mai uss ki biwi ko 100 totla gold mila jo keh iss time kay laihaaz sai 50 lakh gold ki value banti hai. Expense itnay hien keh kuch bhi nhi bachta. Yeh wazieh ker dien keh uss per zakkat farz hai? Agar farz hai tau zakaat kitni farz hai aur kis tarah adda karay?
A: Jab uske paas kuch nahi ne sona he ne chaandi ne kuch aur he to zakaat waajib nahi hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: