Kia biwi k gold ki zakat ada krna shohar pe farz he?
Q: Kia biwi k gold ki zakat ada krna shohar pe farz he?
Q: Kia biwi k gold ki zakat ada krna shohar pe farz he?
Q: Goverment mulaazim ki 1 year salary jo nisaab (zakaat) se ziyada ho us par zakaat farz ho gi? Kyun ke salary ki raqam tu waqfa waqfa se aati he aur yeh ke aik bar jis raqm ki zakaat de di gayi kya ainda do barah phir aglay sal us par zakaat farz ho jaye gi?
س: کونسے مال پر زکوٰۃ فرض ہے؟
س: زکوٰۃ کس پر فرض ہے؟
Q: Mere paas eik ghari hai apni zaati. Wo maine apny istemaal ke liye bhi aur taxi use ke liye bhi rajhi huwe hai. Kya muj par uss ghari ki total qeemat per zakaat farz hai ya nahi?
Q: Mere paas total 135000 savings he. Woh mene kisi ko qarza diya he. Woh bhi lambi mudat ke liye. Iske alaawa mere paas kuch bhi cash nahi he. Ab me us raqam ki zakat kaise nikaalo?
Q: Kiya zakaat ek saal hone se pehle kisi zaroormand ko di ja sakti he? Ye zakaat gold ki moujooda qeemat par ya ek saal baad wali qeemat per di jaye gi?
Q: Mere pass 20 tola sona he jis ka istimaal meri biwi karti he jiski zakaat Indian rupees ke hisab se 20000 Rs he. Iske sath hi mujh par 5 lakh ka qarz bhi he.
Mujhe is qarz ko adaa karne ke bad zakaat deni hogi ya zakaat alag adaa karni he aur qarz alag se adaa karna he? Me zakaat apni tankhwa se nikalta hu. Agar qarz adaa karne ke liye paise jamaa karu to zakaat ke paise kaise adaa karunga. Qarz ki surat me zakaat ka kiya hukam he? Kiya mujhe sona bechna hoga?
Q: Mene 2 saal se sone ki zakaat nahi di kiyun ke mujhe sone ka nisaab maloom nahi tha ab pata karwa to 7.5 tola se oper sona he mere pass.
1. Kiya ab me pichle 2 saalo ki zakaat de sakti hu?
2. Ek sath deni hogi ya alag alag kar ke du?
3. Zakat masjid me ya kisi hospital wagera ko de sakte he?
Q: Jo paisa share market me business ke liye lagaya ho us per zakat banti he ya nahi? Aur jis paiso se monthly trade karte he kiya us par bhi zakaat banti he?