Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Aaj salatul eshah k waqt jab mey masjid dakhil howa tu dusri jamaat jari thi jo me shamil hogia. Ye shopping mall building hai. Jamaat k khatam hotahi eh bhai ney immat karaney waley bh ko kafi dantna shoru kerdia. Aakhr apney dusri jamaat koi karai jo k meney apko mana kia tha. Ye ghair sharee hai yeha dusri jamaat nahi karai jasakti hai.
A: Doosri jamaat karna musjid me jaaiz nahi he (makrooh-e-tahreemi he). Leikin jamaat khane me jo sharee musjid nahi doosri jamaat karna jaaiz he
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: