Beghair ja-e-namaaz zameen par namaaz parhna

Q: Baghair ja-e-namaz ya koi b kapre k zameen ya road per namaz jayez hai?

Log kehte hain dhoop se zameen paak hojati hai, namaz parh sakte hain ye baat thik hai?

A: Jee, agar zameen saaf ho.

Saheeh he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: