Maghrib namaaz me imaam chaar rakaat parhna

Q: Magrib ke namaaz ma imam ny 4 rakaat namaaz ada ke hum dosre rakat main shaamil hwy aur hum ny bhe imam ky sath salam phar lia, kiya namaaz hojay ge?

A: Agar imaam teesri rakaat par bete aur phir choti rakaat ke liye kare howe, to fard namaaz hogayee. Lekin agar teesri rakaat ke liye nahi bete balke seede kare howe choti rakaat ke liye aur choti rakaat ka sajda kar ke namaaz poori ki to fard namaaz nafil se badal gayee aur dobaara fard ko parna parega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: