Sunnat namaaz ki qaza

Q: Agar koi namaz khaza hogai ho to kya us namaz ki farz namaz ke alawa sunnat ki bhi khaza padni padegi. Misal ke taur pe agar Zohar ki namaz khaza hogai ho to, kya hum niyat aisi karein

1. Zohar ki char rakat sunnat namaz ki khaza ada karta ho

2. Zohar ki char rakat farz namaz ki khaza ada karta ho

3. Zohar ki do rakat sunnat namaz ki khaza ada karta ho

4. Zohar ki do rakat nafil namaz ki khaza ada karta ho

A: Nahi, sirf fardh ka qadha parha jaayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: