Ihtilaam ki wajah se mani nikalnaa

Q: Kiya aik katra ahtelam ka kapde pe nikal aye to kiya ghusal karna wajib he or kiya kapde badal kar namaz padh sakte?

A: Agar ihtilaam se mani nikal gayee khwah eik hi qatra ho, ghusal waajib he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)