Biwi nikaah ke oopar doosri nikaah karna

Q: Shadi shuda aurat kisi dusri mard pe aashiq ho gayi aur us se najaiz ta'alluq bhi qaim kar liya. Wo apne husband ko pass tak nahi aane deti. Nikah to nahi toota lakin wo is nikaah ko tasleem bhi nahi karti is ka kiya koi hal bataien.

Nikaah ke oopr nikaah kiya ja sakta he kiya? Woh 5 month se apne husband ke pass bhi nahi gayi. Ab kiya us ki is doori ki wajah se nikaah barqarar he ya nahi?

A: Uska hal yahi he ke na jaaiz ta`alluq ko fowran chorde. Us aadmi ko gaaliya de aur chorde aur Khuda Ta`ala se taubah kare aur khawind se mahabbat kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)