Tajdeed-e-nikaah me mahr dena

Q: Agar tajdeed-e-imaan ke ba'd tajdeed-e-nikaah kiya jaye to kiya usme hum mahr rakh sakte he? Although mehr is not needed, I read it somewhere, but is there any problem if we keep the mahr in tajdeed-e-niksah after tajdeed-e-imaan?

A: Agar na`oozubillah koi Islam se phir gaya aur imaan ki tajdeed ki zaroorat huwi aur isee tarah se nikaah ki tajdeed huwi to is soorat me mahr jadeed bhi diya jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)